Dilon ke beech hamaare
Nahin koi dooriyaan
Bas hain to hain kuch
Thodi si majboorian
Chaahe is janam me na ho saath
Phir bhi hai yeh preet ki jeet
Yah sach hai ki tum hi ho
Mere agle janam ke meet
Kehta hai yeh dil ki baat
Yeh mere man ka geet
Tum hi to ho, tum hi to ho
Mere agle janam ke meet
Chaahe thaama nahin tera haath
Aur yeh umr gayi hai beet
Yeh jaanta hun tum ho
Mere agle janam ke meet
Kabhi man mera kehta- Jaaye,
Yeh janam ek pal mein hi beet
Miloon tumse mein ek pal mein hi
Us agle janam mein meet
Chaahe is janam me na ho saath
Phir bhi hai yeh preet ki jeet
Ki tum hi to ho, tum hi to ho
Mere agle janam ke meet
Tum hi to ho, tum hi to ho
Mere agle janam ke meet
Copyright (c) Kannan Narayanamurthy 2017
All rights reserved
Nahin koi dooriyaan
Bas hain to hain kuch
Thodi si majboorian
Chaahe is janam me na ho saath
Phir bhi hai yeh preet ki jeet
Yah sach hai ki tum hi ho
Mere agle janam ke meet
Kehta hai yeh dil ki baat
Yeh mere man ka geet
Tum hi to ho, tum hi to ho
Mere agle janam ke meet
Chaahe thaama nahin tera haath
Aur yeh umr gayi hai beet
Yeh jaanta hun tum ho
Mere agle janam ke meet
Kabhi man mera kehta- Jaaye,
Yeh janam ek pal mein hi beet
Miloon tumse mein ek pal mein hi
Us agle janam mein meet
Chaahe is janam me na ho saath
Phir bhi hai yeh preet ki jeet
Ki tum hi to ho, tum hi to ho
Mere agle janam ke meet
Tum hi to ho, tum hi to ho
Mere agle janam ke meet
Copyright (c) Kannan Narayanamurthy 2017
All rights reserved
No comments:
Post a Comment