The social norms stopped him at the gates of her house. The mind trespassed and knocked on the door of her heart. It was turned back by a sense of decency. The heart went in and stopped at the limit of her wishes. The soul simply went ahead and had its way with hers.
Mana Hua Mohabbat Ke Santri
Rasm-o-rawaj ne roka use
Unke ghar ke dar par
Aqal ne phir bhi dakhal diya
Unke dil ke dar par dastak diya
Jab sharaafat aur shaistagi ne aqal ke kadmon ko roka
Dil ne un santrion ko thoka
Woh bhi unke khuwaahish par ruk gaya
Par rooh bindaas unke rooh se milkar man-marjee kar gaya
Copyright (c) Kannan Narayanamurthy 2016
All rights reserved
No comments:
Post a Comment